sathiyo!
aadaab
ek ghazal aap sab ki nazr
ho sake to raeyse nawaziyega
khairandesh
najma
nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=najma
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=najma
- Attachments
-
- Ghae_najma=nak,hat-e-gul hooN dil-o-jaaN meN chupaa lo mujhko.gif (9.69 KiB) Viewed 1189 times
Last edited by najma on Thu Jun 23, 2005 11:36 am, edited 1 time in total.
-
- -
- Posts: 810
- Joined: Sat Jan 01, 2005 5:38 am
- Contact:
Re: nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=naj
MohtarmaH Najma Ansaar SahibaHnajma wrote:sathiyo!
aadaab
ek ghazal aap sab ki nazr
ho sake to raeyse nawaziyega
khairandesh
najma
Kya kahna bahin, nihayat khubsoorat ghazal se nawaza hai aap ne. Subha uThte hi sub se pahle aap ki Ghazal dekhi, dil Khoosh ho gaya. Aaj ka din yaqeenan achcha guzarne wala hai.
Har she'r lajawaab hai, kiss kiss per daad dooN, kiss kiss ki tAaref karoN? HaaN, Bahin matAley meN "typing" ki ek ghaltee ho gayee hai jahaN aap "jaaN" ki jagah "jaan" type kar gayee haiN ossko thik kar lijiyega.
Iss haseen kavish per meri janib se daad.O.tahseen aur mubarakbaad qubool farmaaiye.
Niyazmand,
Jawaid Badauni
Re: nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=naj
jawaid badauni wrote:MohtarmaH Najma Ansaar SahibaHnajma wrote:sathiyo!
aadaab
ek ghazal aap sab ki nazr
ho sake to raeyse nawaziyega
khairandesh
najma
Kya kahna bahin, nihayat khubsoorat ghazal se nawaza hai aap ne. Subha uThte hi sub se pahle aap ki Ghazal dekhi, dil Khoosh ho gaya. Aaj ka din yaqeenan achcha guzarne wala hai.
Har she'r lajawaab hai, kiss kiss per daad dooN, kiss kiss ki tAaref karoN? HaaN, Bahin matAley meN "typing" ki ek ghaltee ho gayee hai jahaN aap "jaaN" ki jagah "jaan" type kar gayee haiN ossko thik kar lijiyega.
Iss haseen kavish per meri janib se daad.O.tahseen aur mubarakbaad qubool farmaaiye.
Niyazmand,
Jawaid Badauni
jawaid bhaee!
aadaab
itni pur-khuloos pazeeraaee ke liye ham aap ke be-had mamnoon haiN.

aur haaN, nishan dahii ka shukriya, hamne noon ko =noon GhunnaN=kardiya hay.
jazak allaah
khair andesh
najma

- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
-
- -
- Posts: 134
- Joined: Mon Dec 13, 2004 5:52 am
- Location: khanewal
- Contact:
Muhturam najma sahib,
aap ki yeh khusboorat ghazal parh ker samajh nahi atee kaisay kaisay khubsoorat alfaz mein aap ko daad doon keh nehayat pasand ayee aap ki ghazal ...meri janib say buhut buhut daad hazir hay , ik buhut hi khubsoorat aur muammak ghazal per mubarkbaad qubool kejay ,
waqar masood

hello