aadaab
aap sab ki nazr ek qit,a
ummeed se aa,ra se nawazeN gay.asatizha kiram se islaah ki darkhaast hay.

zindagii ki ravish ravish ham ne
apna daaman sada bachaya hay
har qadam phooNk phooNk kar rak,kha
har qadam par fareb khaya hay
NAJMA ANSAR NAJMA