Such hai Amoodi bhai. Loug forum par aate bhi hain to sirf apna kalaam pesh karte hain. Pehle ki baat nahi rahi ke ek doosre ke kalaam par kuch lekhein. To bhala baat cheet kya karenge. Main din mein ek bar kam az kam site band karne ke irada karta houn. Sabhi sanjeeda urdu sites ka yahi haal mujeh nazar aata hai. Iski sab se baRi wajeh main FACEBOOK samajhta houn. Aapka kya khayal hai?