Dukh dard mein hamesha........Wasi Shah

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtarmah Saara jabeeN SaaHibah aadaab!

kalam-e-WaSSee Shah dekhaa aor t^abaiyat baHaal ho gaee. bohot khubSuratee se jadeed t^arz-e-fikr kee numaae'ndah Ghazal hai. Sabhee asha'aar dilkash aor mazah de gaeY. mujhe ummeed hai keh aap aesee khubSurat aor a'aam fehem GhazleeN jo mazaaq-e-jamhoor ka puraa samaan rakhtee hooN. yahaaN chaspaaN farmatee raheeN gee. shukriyah!

khush raheeN
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1655
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Post by sbashwar »

:salaam: Saara Behen

Aakhri sheir bohat pasand ayaa.
Ek umda ghazal qariyeen se sharakat karne ka bohat shukria

Aapka bhai
Salem Bashwar
سالم احمد باشوار
Post Reply