Dost hota nahi har haath milane wala:

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

waah

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtarmah sara SaHebah
adab! :-)

boht HaseeN aor dilfareeb Ghazal keh kar aap ne dil jeet liya hai.
dard meN Dobee hoi yeh Ghazal khanah-e-dil meN halchal see peda
kar gaee.

yeh dekh kar baRee khushee hoee keh aap ko iz^haar-e-kheyal
meN koee mushkil pesh naheeN aatee. jo kehna chahataee haiN
baRe aHsan rang aor khubSurat perae'e meN keh jatee haiN.

meree dad qubool kijiye.
khuda Hafiz^
aap ka mukhliS
muz^affar
User avatar
Mahtab Qadr
-
-
Posts: 559
Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:

Post by Mahtab Qadr »

saraa jee
ghazal nazar na aaye to daad kahaN di jaaye
image nazar nahi aaraha hai.
shukria
MQ
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

Mohtarma Sara Saheba,
aadaab
ab kya kaheN aap ki sihrbayaani ke baad! waah! waah! bohat umdah ghazal kahi aap ne. eik bohat hi dilkash aur khoobsurat takhleeq par meri jaanib se dili daad aur mubarakbaad qubool farmaiye. khair andesh.

mukhlis

Daanish
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
Post Reply