kalam-e-faraz=======

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

kalam-e-faraz=======

Post by najma »

Ratain hain udas din keray hain
eh dil tere hoslay baray hain

eh yad-e-habib sath dena
kuch merhalay sakht a peray hain

rukna ho ager to sau bahanay
jana ho to raste baray hain

ab kaisay batain waja-e-geriya
jab ap bhi sath ro peray hain

ab janay kahan naseeb lay jay
gher say to Faraz` chal peray hain

(Ahmad Faraz`)
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

shukriya sara

khush rahiyye

najma
Post Reply