Itmaam qalb se khud ko watan kiya maine
Jarat tan se yadon ko kafan kiya maine
Ghazab har pal ko nihare dil me rakha
Basar har raaz wafa ko dafan kiya maine
Itmaam qalb se khud ko... Azhar Sabri shayari
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- azharsabri
- -
- Posts: 6
- Joined: Mon Aug 04, 2014 8:57 am
- Location: New Delhi
- Contact: