Page 1 of 1
Harf e Zer e Lab Aek tabSirah, Az Allamah Aadil fayyaZ Sb,
Posted: Sat Aug 03, 2013 10:18 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
Harf e Zer e Lab Par Aek tabSirah, Az Allamah Aadil fayyaZ farooqi Sb,
Re: Harf e Zer e Lab Aek tabSirah, Az Allamah Aadil fayyaZ S
Posted: Sun Aug 04, 2013 3:05 am
by Tanwir Phool

bahut Khoob
Fayyaz Sb. ki besh qeemat taHreer se nawaaznay
kaa bahut bahut Shukriya Muzaffar Sb. UnhoN ne
bilkul durust farmaayaa hai ke Qadiani , Mirzai ko
Ahmadi kahnaa HUZOOR

ke Naam-e-Paak
ki tauheen hai. Woh to Ghulam Ahmad thaa ya'ani
Ahmad

kaa Ghulaam jis ne Khud Aaqaa hone
kaa da'awaa kar diyaa is li'ey us ke maannay waaloN
ko Ahmadi kahnaa bilkul Ghalat hai. Surah No.61
( Surat-us-Saf) maiN HUZOOR

kaa Naam
Ahmad

Eisaa

ki zabaani bayaan
huwaa hai is li'ey aap hi Muhammad

aur
Ahmad

haiN.Muzaffar Sb. ko dili mubaarak
baad ke saath du'aaoN maiN yaad rakhnay ki darKhwaast
hai
Taalib-e-du'aa : Tanwir Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
Re: Harf e Zer e Lab Aek tabSirah, Az Allamah Aadil fayyaZ S
Posted: Sun Aug 04, 2013 5:30 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
MoHtaram Tanweer Phool SaHib
Aap kee jaanib se nihayat pur acar aor HaoSlah afzaa teHreer paThene ko milee jis ke liye mamnoon hooN khuda aap ko ajr e azeem se nawaze,
aor deen o duniya kee bhalee aor asaaniee peda farma de Aameen,
khaer andesh
MuzaffarAHmad