Page 1 of 1
Ghazal-Maut se pahle naheeN paata koi Gham se najaat
Posted: Thu Feb 16, 2012 2:51 am
by Tanwir Phool
15 February , Ghalib ki barsi kaa din
Ghalib ke Hawaalay se aik Ghazal

- Ghalib.jpg (15.39 KiB) Viewed 760 times

- MautsepahlenaheeNpatakoiGhamsenajaat.gif (23.61 KiB) Viewed 760 times
http://www.bio-bibliography.com/authors/view/485
http://www.bio-bibliography.com/works/view/891
Re: Ghazal-Maut se pahle naheeN paata koi Gham se najaat
Posted: Thu Feb 16, 2012 3:25 pm
by sbashwar
عارضی جلوے ہیں سارے، عارضی رنگِ بہار
ایک باقی نے بنائی ہے یہ فانی کائنات
کیا کہنے، بہت اچّھی غزل ہے۔ داد اور مبارک باد عرض ہے۔
Re: Ghazal-Maut se pahle naheeN paata koi Gham se najaat
Posted: Fri Feb 17, 2012 3:53 am
by Tanwir Phool
Bahut bahut shukriya Bashwar Sb.
Tah-e-dil se aap kaa mamnoon hooN.Salaam qabool
keeji'ey aur du'aaoN maiN yaad rakhi'ey

Re: Ghazal-Maut se pahle naheeN paata koi Gham se najaat
Posted: Mon Feb 20, 2012 10:13 am
by raushanjahan
Bohat khoob janab
Daad hi daad paish hai
Mufrad adad nikalne ka keya tareeqa hai?
Please batayain , nawazish ho gee
Raushan Jahan
Re: Ghazal-Maut se pahle naheeN paata koi Gham se najaat
Posted: Thu Feb 23, 2012 2:11 am
by Tanwir Phool
Bahut bahut shukriya Raushan SaHiba
Apne suwaal kaa jawaab is link par dekhi'ey :
http://forum.urdujahaan.com/viewtopic.php?f=19&t=4793
Du'aaoN maiN yaad rakhi'ey
JAZAAK ALLAH