Page 1 of 1

تمام شورش و تمکیں نثار بے خبری -Ahmad Ali Barqi Azmi

Posted: Sat Jul 11, 2009 1:23 pm
by aabarqi
تمام شورش و تمکیں نثار بے خبری -Ahmad Ali Barqi Azmi

Re: تمام شورش و تمکیں نثار بے خبری -Ahmad Ali Barqi Azmi

Posted: Sun Jul 12, 2009 6:11 am
by munir-armaan-nasimi
JunooN-e-Shauq ka haasil hai Meri Dar-badari

Waah waah Doc Saheb.. aap ki ghazal ne dil khush kar diya.. aapne ess main Sarwar Sir ka zikr bhi kiya hai aur kuch ek ashaar to itne achche hain keh mujhe yaad rah gaye.... jaise...

Sawaal us se kiya main jab ke kab aaoge
Jawaab uska tha achchi nahin hai Be-sabrii

aur yeh..

Zamana-saaz hain jo woh hain baam-e-shohrat par
Jo ahl-e-zarf hain woh hain shikaar-e-Naaqadri

SubhanAllah kitni sachchi baat kitne aasaan zaban main aapne keh di. yahi to ho raha hai aaj-kal, khaas kar hamare Mahaan Bharat main....... Actor Shair/ Natakbaazi kar ke moshairah loot leta hai aur Genuine Shair bechaara Tahat main padhta hai to........... hoootinggggggg :cry:

Aapka apna

Munir Armaan