حضرت امیر خسرو کی ایک فارسی غزل کا منظوم اردو ترجمہ:برقی اعظمی
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
حضرت امیر خسرو کی ایک فارسی غزل کا منظوم اردو ترجمہ:برقی اعظمی
حضرت امیر خسرو کی ایک فارسی غزل کا منظوم اردو ترجمہ:برقی اعظمی
- Attachments
-
- Kal Raat Ko-Shab Jaaii ki man boodam.jpg (297.67 KiB) Viewed 461 times
http://www.drbarqiazmi.com
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
Re: حضرت امیر خسرو کی ایک فارسی غزل کا منظوم اردو ترجمہ:برقی اعظمی
MoHtaram Ali Ahmed Barqi Azmi SaHib taslimaat,
Amir Khsuro Ki ghazal ka manzoom tarjumah kar keh aap ne goya dil jeet liya hai wah liya kehne nihayat umdagi se Farsi manzoomaat ko Urdu ke qaalib meN Dhala geya hai Jo aap ka hi HiSSah hai wohi salasat o barjastagi Jo kalam e aSl ka khaSah hai wohi naqsh e Caani meN meN bhi jalwa afrooZ hai, mujhe donoN GhazleN be Had pasand haiN khaaS taor par radeef :sharaab aayad barooN: Wali...mamnoon hoN salamat raheN.
Khaer andesh!
Muzaffar