sabqa ghaltiyan aaj bhi dhorai ja rahi hain. mazi ke waqiyat se koi sabaq nahin le rahe hain. hum aaj bhi islam ke doshmanan ko hamara dost samajte hain.
Allah ummat-e-muslima ko ittehad aur islam par chalne ki taufeeq de. Ameen.
Tabiyat sanbhal gai hai. Kamzoori bohat hai. Zyada se zyada araam ki zarurat hai.
duwaon mein yaad rakhein.
Mukhlis
Salem Bashwar