Azeez Dosto,
Salam-0-Rehmat! Ek Lambe arse ke baad aap ke saamne haazir hoon apni 'Ghazal' ke saath........... Yaqeen hai ke aap ko ye ghazal jaroor pasand aayegi. Apni rai dene main kanzoosi na karein plz......!!
Tassurat ke intezaar main,
aap ka
Munir Armaan Nasimi
Ek Ghazal Urdubandhan ke Liye !!
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Ek Ghazal Urdubandhan ke Liye !!
- Attachments
-
- Ghazal-ZindagikeHusnko.gif (16.63 KiB) Viewed 77 times
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Bahut khoob, waah waah
MuHtarami
Munir arman Nasimi SaaHib,0/u]
PurkhulooS Tasleemaat,
Aaki ghazal bahut pasand aayiy jiske liye meri dili daad aor mubaarakbaad qubool farmaayiy.
maah-e-Ramadhan kee goonaagooN maSrofiyatoN kee vajh se furSat-e-sharH o bayaaN moyassar nahiN aayi jiske liye muaAfi kaa khwaastgaar hooN.
Aapkaa mukhliS,
Nazir.
