Search found 11 matches

by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 10:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MERI TAZA GHAZAL
Replies: 4
Views: 530

MERI TAZA GHAZAL

GHAZAL (1)


Unki nazaroN meN andhera hi andhera hoga
jisne sooraj ko bohat paas se dekha hoga

Bhao Bazar Ke Girne ki Dua Mat Mango
Bhao Girne Se Lahu Aur Bhi Sasta Hoga

Usne Kal Raat Ujalon Ki Qasam Khayee Thi
Aisa Lagta Hai Ke Sooraj Kahin Nikla Hoga

DastakeN Di ThiN Yahi soch Ke ...
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

mohatram yasir sha sb
mulahezaat ke liye shukriya apne maosam aur baharon ke hawalen sa jo raye pesh ki hai mai samajhta hoon ke apne baharon ke liye moaanis lafz ka estemaal karne ki baat kahi hai jabke maosam bahareN leke aaya hai maosam mazakkar hai is liye mashware per nazre saani ker len ...
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

Anmol Sahiba
Apki anmol daad ka bahot shukriya
Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

Janab Muzaffar sb
Gazal ke her sher per apne apni raye irsal ki aor ashaar bhi pasand farmaye nawazish
Razwan Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

Janab Muzaffar sb
Gazal ke her sher per apne apni raye irsal ki aor ashaar bhi pasand farmaye nawazish
Razwan Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:14 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

Mohtram
siddiqe bhai
aadab
Is adna si kawish per apki haosla afzai ke liye shukriya
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

Mohtrama
aadab
Masha allah barhi pabandi se motaala karti hain ghazal ki pazirai ke liye behad shukria
Rizwan saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

mohatram shukriya

janab apki khoobsoorat samaat ke liye behad mamnoon hoon.

Rizwan Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 8:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: KUCH MUTAFARRIQ ASHAAR
Replies: 2
Views: 228

Mohatram
taslimat
Ashaar ki pasandeedgi aor hausla afzai ke liye behad mashkoor hoon gahe gahe site per apse mulaqat hoti rahegi
Rizwan Saba
by Rizwan Saba
Sat Feb 24, 2007 10:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 2014

Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN

Jise toone hamesha barsare paikaar likkha hai
use duniya -e- huq ne qafila salaar likkha hai

wafaoN pe kabhi saoda gari hamne nahiN seekhee
hamara naam kiyon toone sare bazar likkha hai

wahan ab kaunsa mausam bahareN leke ayega
jahan sookhe darakhton ko bhi saya daar likkha hai

yeh mumkin ...
by Rizwan Saba
Sat Feb 24, 2007 10:17 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: KUCH MUTAFARRIQ ASHAAR
Replies: 2
Views: 228

KUCH MUTAFARRIQ ASHAAR

Woh jiske haath meN kashkol aor jhola tha
yeh shakhs woh tha jo kal had se barhke bola tha

HawayeN aaj tak karhwahatenN na dho payeeN
Na jane kisne fazaoN men zaher ghola tha

tum aaj ghoomne nikle ho aasmanoN per
yeh rast a bhi khalaoN ka humne khola tha

Rizwan Saba Badauni