Search found 14 matches

by gazal_uzma
Sat Sep 10, 2005 5:27 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Tarahee Ghazal (Guzarish # 9)
Replies: 17
Views: 2059

jawaid sahib
bohot umda ghazal likhi aap nay misrah e tarah pay
thanks 4 sharing with us
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Mon Aug 29, 2005 7:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Re: Bahut khoob waah waah

mohtaramah

UZMAH KHAN SAAHIBAH

tasleemat

wah wah. subhan allah. bahut hi khoosurat kalam hai. meri ghair maujoodgi maiN urdu bandahn ne bahut taraqqi ki hai. ab to bahut hi umdah kalam aap log pesh kar rahay haiN. bahut khoob . keep it up.

khair andaish

irfan barabankwi

aadab irfan sahib ...
by gazal_uzma
Mon Aug 29, 2005 7:39 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Uzma SaaHiba, aap ki Ghazal naz^ar-nawaaz hoi , bohut pasand aayee ! Khyaalaat bohut u'mdah haiN , albatta aap ko waz ko qaaboo maiN laane keleye shaai'ree kaa chilla kaaTnaa paReyga :-)

shukriya

moKhliS : Zia Baloch

zia ji
yeh chilla kaisay kata jaye ga agar couch nishandahi kar dain tu barri ...
by gazal_uzma
Thu Aug 25, 2005 7:45 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Uzma Sahiba...

bohut acha laga aap ko yahaN bhi jalwa afroz dekh kar...:)..... Ghazal bohut achi lagi.... behr ki jaanib tawajju tou dila hi chukay haiN ehbaab..... ye kami tou mashq say az Khud behter hoti chali jaye gi....albatta Khayaalat ki zameen zarKhaiz hai.... is ki aabyaari karti rahiye ...
by gazal_uzma
Thu Aug 25, 2005 7:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Salam Uzma ...

Kaafi din baad aap kee ghazal nazar se guzry ... khayalaat achhay hain .. bus wohi SHUMMU ka kahna theek hay k ghazal kharij-az-behr hay ..

aap koshish jaary rakhain aur muta'la per zor dain. Islaah k liye ustaad sho'ra se rujoo farmayen.

ALLAH KARAY ZOR-e-QALAM AUR ZIADA

Khush ...
by gazal_uzma
Thu Aug 25, 2005 7:09 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Mohtarmah Uzma Sahibah,

Bahut achchee Ghazal se nawaza hai aap ne, ummid hai aaindah bhi apna kalam bhejtee raheNgee.

Apka Mukhlis,

Naacheez,
Jawaid

jawaid sahib
ghazal parrhnay, sarhnay or comments karnay pay main aap ki bayhad mamnoon hon
insha Allah zaror ainda bhi yeh koshish jari rahay ...
by gazal_uzma
Thu Aug 25, 2005 6:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

sara_j wrote:bohat khoob uzma..........aapne koshish ki aur
humari baat ka maan rakhliye, main tehdil se
aapki mamnoon hoon.

khayalaat bohat ache hain .

sara

sara ji
yeh tu aap ki hi zarah nawazi hay jo main idhar hon other wise mujhay tu pata bhi nahi tha :)
thanks sara ji
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Thu Aug 25, 2005 6:27 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Bay dharrak hi dil main utar gaye thay tum
Couch milay thay hamain aisi sadgi say

Nah phariye nazrain hamaray haqooq say
Nahin milay gi jannat srif bandagi say

Hamaray darmiyan tu yaranay thay barso k
Per aaj kiyon tum lagtay ho ajnabi say

Aao k ahead-e-wafa phir say kartay hain Ghazal ...
by gazal_uzma
Thu Aug 25, 2005 6:11 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "Khata hoti hai saheb aadmi se" guz#8
Replies: 9
Views: 1115

zarqa ji
bohot khobsorat ghazal hay aap ki....
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Tue Aug 23, 2005 6:37 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal Guz.8 ke miSreA per: Abdulqayyum Sahil, jeddah
Replies: 8
Views: 1111

abdul sahib
bohot khobsorat ghazal hay aap ki
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Tue Aug 23, 2005 6:23 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal - -- - (Guz.8). Abdullah Nazir.
Replies: 11
Views: 1507

abdullah sahib
bohot umda ghazal hay aap ki
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Mon Aug 22, 2005 10:49 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 12
Views: 1830

irfan sahib
1st time main nay aap ki koie takhleeq parrhi hay and i must say its really wonderful
maidan mar lia aap nay tu
bohot khobsorat or jama likha hay aap nay iss nacheez ki raye main
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Mon Aug 22, 2005 10:42 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#8--'khataa hoti hai Saahib aadmii se'
Replies: 18
Views: 2706

shummo ji
bayhad taweel magar bayintiha umda likha hay aap nay
regards
uzma khan
by gazal_uzma
Sun Aug 21, 2005 6:06 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 2418

Guz: 8 meri kawish

azeezan-e-bazam
aadab
pehli dafa iss tarah k mushairay main hissa lay rahi hon pehli dafa kisi misray pay girhain lagaie hain
aap logo ki honest raye ka intizar rahay ga pls kahin bhi koie kami ya khami pain tu mujhay zaror batain
all types of suggestions r warm welcomed
regards
uzma khan

Rothtay ...