Search found 2622 matches
- Wed Jan 24, 2007 1:09 am
- Forum: Anjuman
- Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
- Replies: 421
- Views: 85801
???
sabz houtee hei zameeN kab qarya-e-be-aab kee
be-khulooS-e-dil kisi ko pyaar miltaa hei kaheeN???
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Wed Jan 24, 2007 1:04 am
- Forum: Anjuman
- Topic: lafz par ash'aar #31---dil/jigar
- Replies: 143
- Views: 64114
dil
haaye oos mehrukh kaa bedardee se zaanoo peeTnaa
aur chillaanaa ke meraa dil hei bismil dekhiye.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Wed Jan 24, 2007 12:59 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Lafz par ash'aar #32---muskurahaT/tabassum
- Replies: 21
- Views: 21974
tabassum
ik tabassum ne tire looT liyaa dil meraa
aur phir teri hansee ne mujhe deewaanah kiyaa.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Wed Jan 24, 2007 12:53 am
- Forum: Anjuman
- Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
- Replies: 111
- Views: 74312
- Wed Jan 24, 2007 12:38 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan
- Replies: 40
- Views: 13570
meHfil`
suroor-e-jaam-e-ulfat se thee bekhud raat bhar meHfil
mizaaj-e-shamA kee taa'eed jab parwaanah le aayaa.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Wed Jan 24, 2007 12:15 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
- Replies: 480
- Views: 131283
maqTaA
"Ghalib hameN nah cheR keh ab joush-e-ashk se
baiThe heiN ham tahayya-e-ToofaaN kiye houe".
Shayer: Mirzaa Ghalib.
Nazir.
- Wed Jan 24, 2007 12:08 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
- Replies: 962
- Views: 125765
"ab"
ab wo din hee rahe baaqi nah bahaar-e-gulshan
dasht-e-ghurbat hei, miri dar badari hei, maiN hooN.
(dasht / hooN)
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 11:52 pm
- Forum: Anjuman
- Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
- Replies: 60
- Views: 19169
taSveer
Muddat se tuu ne tskkhaa mujhe jhooTi aas meiN
Tere baghair mmaiN tiri taSveer kyaa karooN.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 11:35 pm
- Forum: Anjuman
- Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
- Replies: 652
- Views: 196208
pasandeedah
"din jalaayaa jee Hijaab-e-shamA roo ne aur bhee
souz-e-parwaanah ko maaniA parda-e-faanoos hei".
Shayer: Mumin.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 11:20 pm
- Forum: Anjuman
- Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
- Replies: 42
- Views: 33080
dunyhaa
aap saamaan\N nah kareN apni hee shuhrat ke liye
itne ghaafil bhee nahiN ahl-e-sukhan dunyaa meiN.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 11:10 pm
- Forum: Anjuman
- Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
- Replies: 110
- Views: 57803
sharaab
saaqiyaa ham tire kaAbe meiN bhee peete heiN sharaab
yeh alag baat ke behoush nahiN houte heiN
Note: (yahaN sharaab ke maAni sharbat ke liye gaye heiN.)
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 11:00 pm
- Forum: Anjuman
- Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
- Replies: 637
- Views: 1081316
javaab
shaam-e-gham aape meiN rehnaa hougayaa dushwaar jab
beqaraar aankhaoN se ooski behgaye aansoo bahut.
(alif)
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 10:53 pm
- Forum: Anjuman
- Topic: riwayati 'bait-baazi'
- Replies: 265
- Views: 91320
alif
aap hee aap kiye jaate heiN baateN akcar
furqat-e-yaar meiN ab housh kahaaN hei yaaro.
(wawo)
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 23, 2007 8:10 am
- Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
- Topic: Muntakhab kalaam
- Replies: 0
- Views: 1193
Bahut khoob
MuHtaramah
Saara SaaHibah,
- -- -
PurkhulooS Tasleemaat,
Aapka pesh-kardah jadeed ghazlaoN kaa intikhaab bahut pasand aayaa jiske liye ham aapke shukrguzaar heiN aur tah-e-dil se mubaarakbaad pesh karte heiN.
Ummeedd ke aayindah bhee aise hee intikhaab se navaazkar hameN shukriyah adaa karne ...
- Tue Jan 23, 2007 6:41 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
- Replies: 60
- Views: 19169
taSveer
TaSveer pheeki paRgayi tere firaaq meiN
jisko uThaake rakhdiyaa maiN ne bhee Taaq meiN.
Shaayer: Abdujllah Nazir.
Nazir.