Search found 36 matches

by Zahid Jahangir
Wed Sep 02, 2009 1:17 pm
Forum: Baat cheet
Topic: Aadab
Replies: 2
Views: 508

Re: Aadab

Mohtaram Zahid Jahangir Saheb :salaam2: Aapko kaafi arse baad bazm mein dekh kar beHud massarrat hui. Nazir Sahib se meri aksar mulaqat hoti rehti hai. Sehat bhi alhamdlillah achchi hai. Sirf nazr bohat kamzoor hai jiski wajeh woh online aane aur likhne paRne se mazoor hain. Nazir sahib ko bhi apka...
by Zahid Jahangir
Mon Aug 31, 2009 2:26 pm
Forum: Baat cheet
Topic: Aadab
Replies: 2
Views: 508

Aadab

Aadab, bahut arsa bahd apni bazm mein beThne ka moqah mila. jahan sab dostoN ko miss kiya waheeN sab se ziyada Abdullah Nazir saheb ki bahut kami mehsoos ki, ke jin ki shafqatoN se mehroom raha. Allah Pak Nazir saheb ki shafqatoN ka saaya hamesha hamare saroN pe qaayem rakhe ameen. agar aap dostoN ...
by Zahid Jahangir
Mon Dec 04, 2006 1:34 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Janab Najeeb SaaHib ko khushaamaded
Replies: 2
Views: 280

Mohtram Janab Najeeb saheb, har chand ke main aap ki takhleeqaat se mehroom raha hooN lekin Ustaad e Mohtram Nazir saheb ne aap ko jiss khaloos se iss bazm mein khushaamded kaha hai uss se aap ki adbi qaabliayt ham pe ayyaN ho geyi hai... khushi hai ke aap ki sohbat mayasar aaye gi main bhi aap ko ...
by Zahid Jahangir
Mon Dec 04, 2006 1:16 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: MEHTAB saheb ka is'teqbaal
Replies: 4
Views: 597

Re: MEHTAB saheb ka is'teqbaal

ameen wrote:
Abb koii ye na kahey ke ye bhee PURAANEY CHAAWAL hain.
:lol: yeh to nehin par hamaare uncle Mehtab Qadar saheb zaror poraane member hain. :P


mehtab saheb ham bhi aap ko iss bazm mein khush aamded kehte hain... yaqeenan aap ka waqt yahan acha guzre ga.
by Zahid Jahangir
Mon Dec 04, 2006 12:50 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: jaldi se welcome back kehiye
Replies: 16
Views: 1300

Handsome wrote:accha ik book may hay jis ka name hay

NObah-e-Sukhan jis kay page number 420 or line number 9211 may yeah likha hay
:lol: :lol: :lol: good shot
by Zahid Jahangir
Thu Nov 30, 2006 12:21 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 58723

paRhta tha Main Namaaz ki soorat jisse Nadeem

Phir yooN howa ke mujh se qaza ho gia wo shakhs
by Zahid Jahangir
Thu Nov 30, 2006 12:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 38478

so jaate hain footpath pe akhbaar bichha ke

mazdoor kabhi neend ki goli nehin khaate
by Zahid Jahangir
Thu Jul 06, 2006 1:03 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: jaldi se welcome back kehiye
Replies: 16
Views: 1300

Handsome wrote:hey tamater kitna accha hay :p

wesay app meray uncle hi hovay :-s
:shock: wo kese bhala :evil: :roll: saabat kijiye :twisted: {kitaboN ka hawala bamah e safah number yahan post kijiye} :oops:
by Zahid Jahangir
Sun Jun 11, 2006 12:55 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 58723

yeh zard zard chehra, yeh laaghri badan mein

kia ishq mein howa hai aye Meer haal tera
by Zahid Jahangir
Sun Jun 11, 2006 12:42 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 42155

Na jaane kon duaa~oN mein yaad karta hai

main jab bhi doobta hooN samandar uchhal deta hai
by Zahid Jahangir
Sun Jun 11, 2006 12:39 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 38478

ik tabassam ki zarb e mub~ham se, halqa e dard tauR lete hain

ham ko yeh kamaal haasil hai, gham se khushiyaN nachauR lete hain
by Zahid Jahangir
Sun Jun 11, 2006 12:33 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 83754

teri wafa se kia ho talaafi ke dehr mein

tere siwa bhi ham par bahot sitam howe
by Zahid Jahangir
Sun Jun 11, 2006 12:23 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 93030

hai mashq e sukhan jaari, chakki ki mashaqqat bhi

ik turfa tamaasha hai Hasrat ki tabiyat bhi
by Zahid Jahangir
Sat Jun 10, 2006 12:30 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 93030

Suna hai ishq naam ke guzre the ik bazurg

ham log bhi mureed ussi silsile ke hain
by Zahid Jahangir
Sat Jun 10, 2006 12:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 38478

salwaTeN hain mere chehre pe to hairaaN kiyoN ho

zindagi ne mujhe kuch tujh se ziyada pehna

Ahmad Faraz