"Tanweer-e-Hira" (Refulgence of Hira Cave) by Tanwir Phool

Shayer ke majmooA-e-kalaam per tabSirah aur aHbab-e-sukhan kii aaraa

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
raushanjahan
-
-
Posts: 49
Joined: Sun Oct 31, 2010 6:06 am
Contact:

"Tanweer-e-Hira" (Refulgence of Hira Cave) by Tanwir Phool

Post by raushanjahan »

:bismillah:
Star-Tanweer-e-Hira-1.jpg
Star-Tanweer-e-Hira-1.jpg (127.94 KiB) Viewed 2144 times
TH-Dawn.jpg
TH-Dawn.jpg (99.2 KiB) Viewed 1483 times
TH-Jang.jpg
TH-Jang.jpg (113.51 KiB) Viewed 1483 times
Quami.jpg
Quami.jpg (84.03 KiB) Viewed 1483 times
TH.jpg
TH.jpg (107.71 KiB) Viewed 2864 times
Letter of Hakim(Hafiz) Muhammad Saeed of Hamdard Foundation
LetterofHakim-Hafiz-MuhammadSaeedofHamdardFoundation.jpg
LetterofHakim-Hafiz-MuhammadSaeedofHamdardFoundation.jpg (31.17 KiB) Viewed 1483 times
Last edited by raushanjahan on Sat Aug 06, 2016 10:36 am, edited 3 times in total.
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: "Tanweer-e-Hira" par aik tabsirah

Post by Tanwir Phool »

Bahut bahut Shukriya Raushan Jahan SaaHeba
JAZAAK ALLAH , jawaab maiN Ghair maa'mooli
taaKheer ke li'ey intihaa'ee m'aazirat .
Sipaas guzaar : Tanwir Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Re: "Tanweer-e-Hira" par aik tabsirah

Post by sajhashmi »

:bismillah: :bismillah: :bismillah: :bismillah: :salaam2: :salaam2:

Shafi Aqeel ka kitna umdah tabsirah hey lekin bohut se jaali ahle qalam khud sakhta danishor,mutashier un sy naraz rehtay heyn ko wo unn k asqaam aour fanny naqaies kyun quareyeen ko batatey heyn
:allah_hafiz:
Syed Anwer Jawaid Hashmi,shareek mudeer aiezazi semahi Tazkrah Karachi
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: "Tanweer-e-Hira" par aik tabsirah

Post by Tanwir Phool »

:bismillah:
:walikum:
Bahut bahut Shukriyaa Hashmi Sb.
ALLAH kaa Shukr hai ke Shafi Aqeel Sb. ne kabhi meri kitaaboN
par chubhtaa huwaa tabSiraa naheeN kiyaa."Tanweer-e-Hira" ki
ta'aarufi jild par 17 June , 1994 ke "Jang" maiN unhoN ne likhaa
ke "yeh aik koshish hai jo naik dili aur sachchay jazbay se ki gai
hai."Meri Hamdia Shaa'eri ke baaray maiN "Jang" se un ki raa'ey
kaa iqtibaas is attachment maiN daikhi'ey. Is ke elaawah "Anwaar-e-Hira",
"Zaboor-e-Sukhan", "Arham-ur-Raahimeen" aur meri deegar kutub
par un ke tabSiray "Jang" maiN haiN jo Pakistan maiN rah gaey haiN.
Sab ko Salaam kahi'ey aur du'aaoN maiN yaad rakhi'ey
:jazax:
Taalib-e-du'aa:Tanwir Phool
http://allaboutreligions.blogspot.com/2 ... ut-me.html

AR-back-tiny.jpg
AR-back-tiny.jpg (72.3 KiB) Viewed 2693 times
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
raushanjahan
-
-
Posts: 49
Joined: Sun Oct 31, 2010 6:06 am
Contact:

Re: "Tanweer-e-Hira" par aik tabsirah

Post by raushanjahan »

:salaam:
Tanwir Phool saheb aor Anwer Jawaid Hashmi Saheb
aor deegar ahbab , bohat shukriya ke aap ne meri
posting ko sarahaa aor apni raaey se nawaaza.
Mujhay Shafi Aqeel Saheb ka aik taweel mazmoon
milaa jis ke page No.60 par unhon ne 60 ki dahaa'ee
ke kuchh aham qalamkaron ka zikr kiya hai , who
page aap logon ki khidmat main paish hai.
Mukhlis:Raushan Jahan
ShafiAqeel ke maZmoon ka aik SafaHA-tinypic.com.jpg
ShafiAqeel ke maZmoon ka aik SafaHA-tinypic.com.jpg (178.52 KiB) Viewed 2486 times
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: "Tanweer-e-Hira" par aik tabsirah

Post by Tanwir Phool »

:walikum:
بہت بہت شکریہ روشن جہاں صاحبہ
تہہ دل سے ممنون ہوں ، خوش رہئے
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
Post Reply