Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Tarhi Moshaairah -ShoAaraa aur Shayeraat kii TabAaazmayi ke liye

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Tanwir Phool »

Suntaa-1.gif
Suntaa-1.gif (29.24 KiB) Viewed 2142 times
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by sbashwar »

mashallah bohat achchi ghazal kahi aapne. meri dili daad aur mubarakbaad qubool farmayeN.
سالم احمد باشوار
User avatar
Nayeem Khan
-
-
Posts: 280
Joined: Sun Jan 13, 2008 2:32 pm
Location: Mahbubnagar, India.
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Nayeem Khan »

Daad hazir hai.
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Biradaram Tanweer Phool SaaHib aadaab-o-tasleemaat!

mushae'irah meN aap kee shumuliyat bilashubah baae'c-e-musarrat-o-iftekhaar hai, jis ke liye mamnoon-e-eHsaan hooN, mujhe qawee ummeed hai keh aap is lutf-e-khaaS ko jaaree rakheeN ge aor mezeed mushae'rooN ko bhee apne khubSurat-o-dilawaez kalam se aabaad rakheN ge. inshAllah!

yeh baat sabhee jaante haiN keh aek achchee aor dilpazeer Ghazal meN lafz-o-mua'aanee ka khubSurat paewand, imaai'yat-o-ramziyat, maoseeqiyat-o-naGhmagee, taSawwur aafreenee, aor taaceer aafareenee ka a'mal dakhal Zarooree hota hai, Ghazal ya nazm ka aek pukhtah khaarajee paekar hota hai jo shaa'ir ke daakhlee eHsaasaat ka aai'nah bhee qaraar pata hai, aor agar shaa'ir ka tajrubah aor fan us ka saath de to nateejahta" aesee HaseeN takhleeq ka janam hota hai. jo apne andar aese aabdaar asha'aar samoe hotee hai keh qaree taRap uThta hai, aor maiN is waqt isee kaifiyat se guzar raha hooN. aor mujhe yaqeen hai keh yeh Ghazal apne sabhee qaara'een ke dilooN ko isee taRap se aashnaa kare gee. dilee daad qubool keejiye. =D>

hamsaayah chaopal par bhee yahee miSra' tarH kiya geya hai, azrah-e-karam wahaN bhee kalam muntaqil farma kar mamnoon farmaeeN.

Wassalam
Muzaffar AHmad
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Tanwir Phool »

Bahut bahut shukriyaa Bashwar sb.,Nayeem sb. aur Muzaffar sb. !
Aap sab ki mahabbat par tah-e-dil say aap kaa mamnoon hooN
Hamaisha du'aaoN maiN yaad rakhi'ey.Muzaffar sb. se guzaarish
hai ke hamsaaya chaupaal kaa link enaayat farmaai'ey taake hukm
kee t'aameel ho sakay.Tamaam ahbaab ko salaam kahi'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by aabarqi »

Mohtaram Tanwir Phool Bhai
ASAK
Aap ki yeh murassa aur dilkash tarhi ghazal dekh kar dil bagh bagh ho gaya.Meri pur khuloos tahniyat aur mubarakbaad qubool farmayeiN.MaiN ujlat meiN ghair shoori taur misrah e tarah sahi note nahiN kar saka.ghazal likhte waqt yeh misrah mere pesh e nazar nahiN tha nahiN to aisa hargiz nahiN hota. aap ki ghazal dekh kar maiN is taraf mutawajjah hua.Aap aur muhtaram Muzaffar sb ne bhi az raah e lutf mujhe is taraf mutawajjah nahiN kiya.Bahr haal misrah e tarah ko malhooz rakhte hue doosari ghazal mulahiza farmayeiN.Tarhi ghazal meiN sabqat le jane ke liye dobarah mubarakbaad qubool farmayeiN.

Mukhlis
Barqi Azmi
http://www.drbarqiazmi.com
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Tanwir Phool »

Bahut bahut shukriyaa Mohtaram Barqi Bhai !
ALLAH aap ko khush Rakhay, aap ki pahli ghazal
daikh kar maiN nay dobaara Urdubandhan kee
e-mail daikhee ke kaheeN mujhay mughaalita
to naheeN ho geyaa.Urdujahaan ke mushaa'iray
maiN mujh se bhi yeh huwaa thaa,mujhay
"paida kar" aur "kar paida" maiN mughaalita
huwaa thaa.Aap kee mahabbat par aap kaa
mamnoon hooN.Du'aaoN maiN yaad rakhi'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Tanweer Phool SaaHib aadaab-o-tasleemaat!

khat ke liye manoon hooN, chaopal ka link arsaal hai. dekh leejiye ga.

http://www.urduduniya.net

Wassalam
Muzaffar AHmad
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Tanwir Phool »

Bahut bahut shukriya Muzaffar sb.
MaiN nay registration form pur kar diya hai
Salaam qabool keeji'ey aur du'aa maiN yaad rakhi'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
sfaseehrabbani
-
-
Posts: 142
Joined: Wed May 26, 2010 2:07 pm
Location: Muscat, Oman
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by sfaseehrabbani »

محترم تنویر پھول صاحب!
بہت اچھی غزل کہی ہے آپ نے،
تمام احباب کی طرح میں بھی آپ کو دلی داد اور مبارک باد پیش کرتا ہوں۔
بہت خوش رہیے۔
[/b]
آپ مغرور کیوں سمجھتے ہیں
مجھے کم بولنے کی عادت ہے


http://sfaseeh.webs.com/
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Tanwir Phool »

Bahut bahut shukriyaa Faseeh Rabbani sb.
Hamaishaa du'aaoN maiN yaad rakhi'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
User avatar
nafeesa
-
-
Posts: 113
Joined: Wed Jul 23, 2008 7:01 am
Location: Bangalore
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by nafeesa »

chaman mein sabko hai bhata bahar ka nagma
Bohat khoob. Dad pesh hai.
http://www.nauticatravels.com
Travel agency, Bangalore, India.
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2160
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by Tanwir Phool »

Qadr afzaa'ee kaa bahut bahut shukriyaa
Sab ko salaam kahi'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
User avatar
azeezbelgaumi
-
-
Posts: 420
Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
Location: BANGALORE INDIA
Contact:

Re: Ghazal baraa'ay Mushaa'ira # 53

Post by azeezbelgaumi »

Bhala raqeeb kahaN meri khubiyaaN sunta.. waah.. subhan Allah
Post Reply