Afkaar Iqbal per Rumi ke asraat

Allamah Iqbaal kii shakhsiyat unki shayeri falsafe aur mazmoon aapke yaa kisi aur ke mazameen se iqtibaas

Post Reply
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtarmah Saara SaaHibah!

Aap ne baRee meHnat aor jaaN fishaanee se Siyyad Anwar Husain Zahidi kaa maZ^moon :Afkaar-e-Iqbal par Roomi ke acaraat: meHfil meN pesh kar ke shaeqeen-e-mut^alea'ah ko aek ser HaaSil maZ^moon se hamkinaar kiya hai.

yeh Haqeeqat hai keh Iqbal maolana Roomi se walihaanah a'qeedat rakhte the. aor daoraan-e-she'er gaoee maoSoof Roomi ke afkaar-o-naz^ariyaat ko hee apna rehbar samajhte huwe un se istefaadah farmate. jaesaa keh maZ^moon hazah se bheez^aahir hai.

is ehtemaam par dilee shukriyah qubool keejiye.
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

Sara jee
is ilm afroz mazmoon ko yahaN pesh karne ke liye aap ki mamnoon huuN
khush rahiye
zmufti
Post Reply