Search found 1171 matches

by najma
Mon Jun 20, 2005 8:34 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 74776

hazaroN manzileN hoNgeeN, hazaroN karawaaN hoNgay
bahaareN hamko DhoonDeNgeeN, najanay ham kahaaN hoNgay
by najma
Mon Jun 20, 2005 8:32 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 69435

aasmaanoN pe takhayyul ka guzar rakhtii hooN
dil ki batoN ko jo samjhe, wo nazar rakhtii hooN
najma
by najma
Mon Jun 20, 2005 8:26 am
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 6730

waah waqar zaidi sahib!

bohat khoob

share karne ka shukriya

isi trah raunaq bakhshtay rahiyye

:-)



jaatay huey kisi ne kahaa tha, ye yaad hay
najma! mileNgay phir kabhi, jo zindagii rahii

najma
by najma
Mon Jun 20, 2005 12:35 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 52321

maiN kis se apni tabaahii ki daastaan kahooN
mujhe halaak kiya hay mire maseehaa nay
najma

mujhe/nay
by najma
Mon Jun 20, 2005 12:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: BADLA NAHEEN HAY EHL-E-JAHAAN KA CHALAN ABHII===NAFIS AHMAD
Replies: 15
Views: 1673

irfan abid wrote:najma sahiba, aadaab!

aap ke vaalid saahib kii Ghazal nihaayat aalaa aur nafees hai. inaayat karne kaa shukriya!

niyaazmand,
Irfan :Abid:

Irfan :Abid: sahib

aadaab

nawazish

:-)
by najma
Mon Jun 20, 2005 12:20 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: BADLA NAHEEN HAY EHL-E-JAHAAN KA CHALAN ABHII===NAFIS AHMAD
Replies: 15
Views: 1673

salaam Najma baji: vaah vaah !! aap ne apne vaalid-e-marHoom ki bahot umda ghazal sunaai. tamaam ash'aar bahot pasand aaye. bahot lutf aaya paRh ker. aik umda ghazal sunaane ke liye aap ka bahot bahot shukria :) guldasta-e-aqeedat-o--o-khuloos-o-muvaddat aap ke liye :grin: :grin: amjad bohat shukri...
by najma
Mon Jun 20, 2005 12:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: BADLA NAHEEN HAY EHL-E-JAHAAN KA CHALAN ABHII===NAFIS AHMAD
Replies: 15
Views: 1673

Re: BADLA NAHEEN HAY EHL-E-JAHAAN KA CHALAN ABHII===NAFIS AH

Najma ji salaam aap ke walid marhoom ki ghazal ka aik aik sher unki sukhanwarana mashshaqi ka pata deta hai. Allah unheiN ghareeqe rahmat farmaye . bahut shaandaar kalam pesh kia hai aapne , aap ke walid e mohatram ki ghazal se ye bhi pata chalta hai ke aap ke suthre zauq aur fahm ko idraak darasl ...
by najma
Sun Jun 19, 2005 9:33 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: bana gulab to kante chubha gya ek shaks(Ubaid ullah Aleem`)
Replies: 4
Views: 558

bana gulab to kante chubha gya ek shaks(Ubaid ullah Aleem`)

bana gulab to kante chubha gya ek shaks hua cheraagh to gher he jala gya ek shaks tamam rang mere aur saray khuab mere fasana thay k fasana bana gya ek shaks main kis hawa main uron, kis fiza main lehraon dukhon k jaal her ek soo bicha gya ek shaks palat sakon he na agay he berh sakon jis per mujhe ...
by najma
Sun Jun 19, 2005 9:31 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: na janay kaisi hawa chali hai, k sheher sara (Akhter Malik`)
Replies: 4
Views: 557

na janay kaisi hawa chali hai, k sheher sara (Akhter Malik`)

na janay kaisi hawa chali hai, k sheher sara badal gya hai kisi ke ankhain badal gai hain, kisi ka chehra badal gya hai haseen din thay jameel ratain, na khatam hoti then apni batain ajeeb chup se theher gayi hai, woh jab say lehja badal gya hai fizayain be noor ho rahi hain, hawayain chup chaap ro ...
by najma
Sun Jun 19, 2005 9:29 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: teri rehmaton k dayar main, tere badalon ka pata nahi=====
Replies: 2
Views: 449

teri rehmaton k dayar main, tere badalon ka pata nahi=====

:oops: sorry shaair ka naam ma,loom naheeN :oops: teri rehmaton k dayar main, tere badalon ka pata nahi abhi aag serd nahi hui, abhi ek allao bujha nahi meri bazm-e-dil to ujer chuki, mera fersh-e-jan to simat chuka sabhi ja chuke mere hum nasheen, mager aik shaks gya nahi der-o-baam sab nay saja li...
by najma
Sun Jun 19, 2005 9:25 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: kalam-e-faraz=======
Replies: 2
Views: 359

kalam-e-faraz=======

Ratain hain udas din keray hain eh dil tere hoslay baray hain eh yad-e-habib sath dena kuch merhalay sakht a peray hain rukna ho ager to sau bahanay jana ho to raste baray hain ab kaisay batain waja-e-geriya jab ap bhi sath ro peray hain ab janay kahan naseeb lay jay gher say to Faraz` chal peray ha...
by najma
Sun Jun 19, 2005 7:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#6 "Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir"
Replies: 16
Views: 1319

Re: Guz#6 "Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir"

Salaamz sab ko! aaj pehli dafaa urdubandhan ke kisi mushaire mein hissa le rahi hoon..umeed hai aap logon ko meri tukbandi pasand aayegi aur aap apni aara se zaroor nawaazenge..aur han mera kuwait aana 24th june se mazeed Tal ke 4th august ho gaya hai...filhal main india mein hi hoon. Ghazal mein k...
by najma
Sun Jun 19, 2005 7:28 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzaarish # 6
Replies: 8
Views: 649

Re: guzaarish # 6

Sabki Khidmatt meN salaam-e-khloos moHtermah Sara ji ki irshaad per Haaizir hoN Mashallah moHteram Abdullah Nazir Saheb ne bohat hi khoobsurat " misra-e-terHah diay hai. bohat dilnasheeN hai. aik naacheez si adna koshish Haazir hai, gar qabul aftadd... :-) waqt Haa'il hai dermiyaaN yaaro! &quo...
by najma
Sun Jun 19, 2005 6:43 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: KALAM-E-AIQBAL=WOHI MERI KAM-NASEEBII
Replies: 6
Views: 665

Mahtab Qadr wrote:bahut khoob , Allama ne sahi kaha ke kargasoN mai pahlne wale shaheen kko kia pata shahbaazi kia hoti hai. hamara hal bhi wahi hai. ham ne bhi shaheeniat chorh kar kargazoN jaisi awaazeiN nikalna shuroo kardi haiN.
:grin:
by najma
Sun Jun 19, 2005 6:41 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: KALAM-E-AIQBAL=WOHI MERI KAM-NASEEBII
Replies: 6
Views: 665

khurram_shaikh wrote:Assalaam o alekum,


waah waah bahooot khoob najma baaaji iqbal sahib ki yeh behtreen ghazal humse share kernien kaa behud shukriyaa khush rahien

thanx khurram!
khush raho