Search found 1171 matches

by najma
Wed Jun 22, 2005 10:51 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 74775

muflisoN pe hans rahii haiN azmateN insaan ki
or khuda ki rehmateN mansoob zar-daroN ke saath
saGhar
by najma
Wed Jun 22, 2005 10:38 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 52321

hamare shehr ki rasmeN, ajeeb rasmeN haiN
keh rah-zanoN ka yahaN koee eh,tisaab naheeN
bakhsh

keh/naheeN
by najma
Tue Jun 21, 2005 10:07 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 69429

chaar tinkay kya muyassar hogaey
aandhiyaaN apna muqaddar ho gaeeN
nafis ahjmad siddiqui
by najma
Tue Jun 21, 2005 8:33 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 52321

miree zindagii bhi yaro! kya ajeeb zindagi hay
na qafas hi raas aaya, na chaman ka aab-o-danah
najma
nah/danah
by najma
Tue Jun 21, 2005 7:39 pm
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 6730

jee chahta hay aiy mire afkaar ki moorat
malboos bana dooN tujhe taaroN ki ridaa kaa
saGhar
by najma
Tue Jun 21, 2005 7:36 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 74775

phooloN ko ag lag gaee naGhmaat jal gaey
sooraj ki tez dhoop meiN lamhaat jal gaey
saGhar
by najma
Tue Jun 21, 2005 6:56 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 69429

zor kitna hay hawaoN meiN, ye dekhooN maiN bhii
ek nanhaa saa diya maiN ne jala ark,kha hay
najma
by najma
Tue Jun 21, 2005 6:48 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Ghazal aur Nazam
Replies: 9
Views: 724

bohat khoob amoodii

aap k sabhi intikhaab pasand aey

bohat shukriya

khush rahiye

:-)
by najma
Tue Jun 21, 2005 1:23 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1022

Re: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir

“Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir” koi ham ko bhi bhaa gayaa aakhir Gham se Daaman chura liya aakhir jo bhi khoyaa tha paa liyaa aakhir Shouq-e-niyaz-e-jabeeN k liye Ik sanam ham ne bana liya aakhir be nishaN manziloN se guzar kar Ham ne bhee Ghar basa liya aakhir qarz ham per vafaa ka rehta tha aa...
by najma
Tue Jun 21, 2005 1:15 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: APKAA KHAIR MAQDAM HAY: malikf!!!!!
Replies: 4
Views: 574

APKAA KHAIR MAQDAM HAY: malikf!!!!!

APKAA KHAIR MAQDAM HAY: malikf!!!!!

yaqeen hay keh aap apni site www.urdubandhan.com/ ko pasand kartay huey garm-joshi se shareek rahenge.

khush rahiyye

najma

:-)
by najma
Tue Jun 21, 2005 1:12 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 69429

har aaine pe na kar e,tibaar, deeda-e-shauq
nazar ka kya hay, ye akcar fareb khaatii hay
najma
by najma
Mon Jun 20, 2005 9:12 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 74775

dear najma baaji! sher pasand karnay kaa bohat shukriya. jab main university main parh rahaa thaa to un dinon ye sher likhaa thaa aur is par ghazal likhnay ki bohat koshish ki magar na likh payaa. ye mairi khush qismati hay ke us waqt urdu deptt ki har larhki ki dairy main ye sher maujood thaa. aik...
by najma
Mon Jun 20, 2005 8:28 pm
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 6730

bohat shukriya baradaram waqar zaidi!
aap hamari da,wat par yahN hamaray saath shareek haiN.

:-)

jise tasawwur-e-insaaN, kasheed karta hay
shu,oor Doob ke niklay na jis meiN, wo shaiy laa
saGhar
by najma
Mon Jun 20, 2005 6:30 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 74775

Waqar Zaidi wrote:ye naama nahin maira arthi hay mohabbat ki

ek baar isay parhnaa phir aag lagaa daina

Waqar Zaidi.

WAAH
kyaa sher hay

bohat khoob

:-)



hazaroN saal nargis apni be-noorii pe rotee hay
baRee mushkil se hota hay chaman meiN dedah-war paida
by najma
Mon Jun 20, 2005 3:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aatish e zakhm e jigar e unheiN paala poosa
Replies: 4
Views: 422

Re: aatish e zakhm e jigar e unheiN paala poosa

aik taza ghazal ke kuch sher aapki tahzeebi sarfarazioN ki nazr, umeed ke apni aara se nawaeiNge. shukria yoN to chahra pas e chahra kai chahre nikley seedhe sadoN se milay zakhm bhi gahre nikley aatish e zakhm e jigar ne unheiN paala poosa kundan e gham se jo nikle to sunehre nilkey sach gawaahi k...