Search found 1171 matches

by najma
Thu Jun 23, 2005 8:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek bahut puraani ghazal. Abdullah Nazir.
Replies: 1
Views: 281

JANAB A. NAZIR SAHIB!

AADAAB!!

ap ki ye Ghazal to hameiN bohat hi pasand aae.baRay umdahqafiye nikale haiN aap ne, kyahi umdah khayalaat haiN.

ek bohat hi mutarannum Ghazal, ji ka har she,r dil-kash hay, yaqeenan bhar-pur daad ki mustahiq hay.

bohat mubarak ho.

khair andesh

najma
:-)
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 33084

ye mat samajh, keh wo maahir haiN saazishoN ke faqat
munafiqat meiN bhi unka koee jawaab naheeN
bakhsh
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:23 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 52321

hay eh,timaam-e-giryah-o-maatam chaman chaman
rakhay haiN maqtaloN meiN janazay sajay huey
saGhar
rakhay/huey
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 74776

saaqii ne is adaa se bakherii haiN bijliyaaN
paimana-e-hayaat ki tanweer jal gaee
saGhar
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:18 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#12--"WAFA / BEWAFA "
Replies: 55
Views: 6048

bohat khoob

wo haiN na-aashnaa lafz-e-wafaa se bhi, magar najma!
kitab-e-dil ka apni, unko unwaaN kar liya ham ne
najma
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:16 pm
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 6730

hameN ma,loom tha, jins-e-wafa nayaab hay, lekin
abac sheeraza-e-dil ko pareshaaN kar liya ham ne
najma
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:14 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 34002

aise kab tak jiyogii tum najma!
jheel meiN pheNk pheNk kar kaNkar
najma
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 69436

aise kab tak jiyogii tum najma!
jheel meiN pheNk pheNk kar kaNkar
najma
by najma
Thu Jun 23, 2005 11:54 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 34002

dard-o-Gham, ranj-o-alam, aah-o-fuGhaaN thay mere saath

aap phir kaise mujhe tanhaa bhalaa kehte rahay?

najma
by najma
Thu Jun 23, 2005 11:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=najma
Replies: 5
Views: 548

Re: nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=naj

sathiyo! aadaab ek ghazal aap sab ki nazr ho sake to raeyse nawaziyega khairandesh najma MohtarmaH Najma Ansaar SahibaH Kya kahna bahin, nihayat khubsoorat ghazal se nawaza hai aap ne. Subha uThte hi sub se pahle aap ki Ghazal dekhi, dil Khoosh ho gaya. Aaj ka din yaqeenan achcha guzarne wala hai. ...
by najma
Thu Jun 23, 2005 9:56 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Yeh fakhar to hasil hai......Ada jafri
Replies: 2
Views: 780

aanchal!
baRee der ba,ad nazar aee ho :-) khushi huee
lekin ham ne tumko bohatyaad kiya :(

ada ja,frii ka itna khoobsoorat kalam share karne ka bohat shukriya.
khush raho
:-)
by najma
Thu Jun 23, 2005 1:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=najma
Replies: 5
Views: 548

nak,hat-e-gul hooN, dil-o-jaaN meiN chupaa lo mujhko=najma

sathiyo!

aadaab

ek ghazal aap sab ki nazr

ho sake to raeyse nawaziyega

khairandesh

najma
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:23 am
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 6730

jaane kyuuN aap ke rukhsaar mehek uThte haiN

jab kabhi kaan meiN chupke se kahaa, eid ka chaand
saGhar
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:20 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 52321

haiN log wohii jahaaN meiN achay

aatay haiN jo kam doosroN ke

aatay/kay
by najma
Thu Jun 23, 2005 12:18 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#12--"WAFA / BEWAFA "
Replies: 55
Views: 6048

insaan ko shikwa hay, wafaa aam naheeN hay
insaaan bhi to itna niko-naam naheeN hay
najma