Search found 750 matches

by jawaid badauni
Sun Jan 09, 2005 3:51 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 2808

Re: Bahut khoob

Muhtarami JAWAID BADAAYOONI Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki hazal tou bahut dinaoN pahle paRhchukaa thaa lekin kuch tou had se ziyaadah masroofiyat kii vajah se aur kuch TabeeAat kii naasaazi ke vajah se aur ghair mutavaqqaA haadicaat ke sabab apny raaye kaa izhaar karne se qaasir rahaa jis...
by jawaid badauni
Fri Jan 07, 2005 2:16 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 2808

Re: Tum se shayad koii sawaal na ho ...............

Nazir Bhai, Aadab.O.Niyaz Darta hooN nagaware khatir no ho jaye, maiN aapke Tarhi Mushaairey meN Ghazal ki bajaye HAZAL leke hazir ho gaya hooN. Shahinshah-e Tanz.O.Mizaah janab Dilawar Figaar Budauni marhoon na sirf mere hum-watan thay, mere padosi bhi thay aur Islamia College Badaun meN mere Engl...
by jawaid badauni
Thu Jan 06, 2005 10:56 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 2808

Re: Tum se shayad koii sawaal na ho ...............

Mujhko dawat pe bus woh log bulayeN Jinke ghar qorma ho daal na ho Mujhko itne Riyal de ya Rub ! Koii mujh jaisa malaamal na ho Ishq karta hooN dar bhi lagta hai Yeh kahiN jaan ka wabaal na ho Kuch farishte bhi haiN fida tum per "tum se shayad koii sawal na ho" Shaairee ka maza hai tub &q...
by jawaid badauni
Wed Jan 05, 2005 5:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 2808

Re: Tum se shayad koii sawaal na ho ...............

salaam Javed saaHib, waah janaab waah! to aap chhupe rustam nikle...Hazal goii meN bhii Huzoor-e-waalaa ka koii saanii nahiiN. yaqeenan, ek ham-vatan aur paRosi ka asar aanaa to laazmii hai. vohii rang, vohii Dhang aur vohii aab_o_taab janaab aapke to kahne hii kia! masha Allah. Allah kare zor-e-qa...
by jawaid badauni
Wed Jan 05, 2005 5:31 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 2808

:lol: :lol: ha ha bahut bahut khoob..kya bata hai aapki jawaid sahab..to aap hazal bhi likh lete hain..kya baat hai...I really enjoyed it esp woh DAAWAT wala sher..meri hansi ruk hi nahi rahi thi :lol: Daad haazir hai is khaT miThi si kaavish par !! Shumaila Bahut bahut shukriya Shammu Sahab/Sahiba...
by jawaid badauni
Tue Jan 04, 2005 4:50 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 2808

Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"

Nazir Bhai, Aadab.O.Niyaz Darta hooN nagaware khatir no ho jaye, maiN aapke Tarhi Mushaairey meN Ghazal ki bajaye HAZAL leke hazir ho gaya hooN. Shahinshah-e Tanz.O.Mizaah janab Dilawar Figaar Budauni marhoon na sirf mere hum-watan thay, mere padosi bhi thay aur Islamia College Badaun meN mere Engl...
by jawaid badauni
Mon Jan 03, 2005 3:53 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

Assalam-o-a'laikum, MoHtarami Jawed B SaaHib, aap ko is meHfil maiN ham , tah-e-dil se khush-aamadeed kehte haiN. yaqeena" aap ki tashreef-aavarii se meHfil ki ruanqoN maiN izaafa hoga :D . bahut bahut shukriya mokhliS : Zia Baloch Shukriya Zia Sa'ab Mujhe bhi yahaN aaaker bahut achcha mahsoos...
by jawaid badauni
Sun Jan 02, 2005 4:12 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

Re: kHUSH AAMADED MUHTARAM JAWAID BADAAYONI SAAHIB

quote="WEBMASTER"]WELCOME[/quote]

Mohtram Nazir Sahab Tasleemat

Izzat afzayee ke line marhoone minnat hooN. Lagta hai Sara mujhe sahi jagah le aayee haiN. Ummid hai aap logoN ki sohbat me achcha waqt guzrega.

DoaoN meN shamil rakhiyega.

Khulooskar,

Jawaid Badauni
Muscat - Oman
by jawaid badauni
Sun Jan 02, 2005 3:56 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

salaam Jawaid saaHib, Khush-aamded/Welcome/Shubh-aagaman aaiye, aaiye aur tashreef rakhiiye. aapkaa ham pur-tapaak Khair maqdam karte haiN. ummeed hai ki aapkaa is meHfil meN bitaayaa huaa har lamHa aur har pal Khush-gawaar hogaa. ham aapkii nigaarishaat kaa shiddat se intezaar kareNge. aapkaa namo...
by jawaid badauni
Sun Jan 02, 2005 3:54 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

Re: Ek Pyaam....Sara ke naam...........

Jawaid bhai aapke khuloos ne mujhe khushi se ruladiya, aaj mujhe itni khushi Allah ta'ala ne di ke meri dua hai ye khushi aise hi qayem rahe, meri aankhon ke tamaam ansu aise hi phool bane rahe. laakhon shukriya bhaiyya. http://img.photobucket.com/albums/v465/jabeen/jb2.jpg Thee talaash-e rahe adab...
by jawaid badauni
Sun Jan 02, 2005 3:51 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

Salaaam Jawaid sahab! Aap ko yahan dekh kar bahut khushi hui..hum tah-e-dil se aap ka istaqbaal karte hain URDUBANDHAN mein...ummeed hai aap aate rahenge aur aap apne khoobsurat kalaam se hum logon ko mehzooz hone ka mauqa faraham karenge...! :D ~WELCOME ONCE AGAIN~ Talib-e-dua, Shumaila Bahut bahu...
by jawaid badauni
Sat Jan 01, 2005 7:32 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

khurram_shaikh wrote:Image


Image


jawaid sahib

Pyale khali haiN phir bhi dilkash lagte haiN. Iss khubsurat istaqbal ke liye aapka marhoon-e minnat hooN.

Jawaid Badauni
Muscat - Oman
by jawaid badauni
Sat Jan 01, 2005 7:30 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

Salaaam Jawaid sahab! Aap ko yahan dekh kar bahut khushi hui..hum tah-e-dil se aap ka istaqbaal karte hain URDUBANDHAN mein...ummeed hai aap aate rahenge aur aap apne khoobsurat kalaam se hum logon ko mehzooz hone ka mauqa faraham karenge...! :D ~WELCOME ONCE AGAIN~ Talib-e-dua, Shumaila Bahut bahu...
by jawaid badauni
Sat Jan 01, 2005 7:25 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1014

Mohtarmi wa mukarrami Khuzema Husaini Sb Aap ki murassa' nazm paRhkar dil bhar aaya. Bahut khub manzar kashi ki hai aap ne inn museebat ke maroN ki. Aap ki nazm dekh kar besakhta ghair daanista taur per ek she'r maiN bhi kah baitha. Jisaarat ki ma'zrat chaahta hooN Bhai. KahaN se dhoond kar laaye k...
by jawaid badauni
Sat Jan 01, 2005 4:16 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ek Pyaam....Sara ke naam...........
Replies: 14
Views: 1486

Ek Pyaam....Sara ke naam...........

Thee talaash-e rahe adab "Sara" "Urdubandhan" tak aa gaya "Jawaid" KheeNch laayee gul-e sukhan ki mahik Tere gulshan tak aa gaya "Jawaid " Jawaid Badauni Membaran ko mera pyar bhara Salaam. Aapki bazm meN hazir ho gaya hooN ummid hai jald apna leNge. Shukriya...