Search found 750 matches

by jawaid badauni
Wed Oct 22, 2008 4:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL AHBAB KI NAZR
Replies: 14
Views: 985

Re: AIK GHAZAL AHBAB KI NAZR

Aap ahbab ki nazr aik ghazal ra'ay ka muntazir rahonga Afzal shah moHtarmee Afzal Shah SaaHab aadaab Khush aamdeed. nihayat Gair riwaayatee andaz ki Ghazal se nawazah hai aap ne. achhci lagee. meree daad qubool kijiye. Chauthey sher ke misraa.e oolah meN saqee lafz se qabl "meN" lafz type...
by jawaid badauni
Wed Oct 22, 2008 4:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik terhii ghazal
Replies: 10
Views: 811

Re: aik terhii ghazal

aap aHbaab ki kidmat aik terHi ghazal paesh hay... Rukh-e-Zaiba lub-o-MizsgaaN nahi hay Bahaar-e-Nau JunooN sa'maaN nahi hay Tuloo-e-SubH ka imkaaN nahi hay Koi jub dil mai hi mahmaaN nahi hay Mah-e-aflaak ki soorat nikaltaa Rukh-e-Khursheed jou uryaaN nahi hay Pas-e-Perdaa rukh-e-tabaaN ka mazher ...
by jawaid badauni
Sun Oct 12, 2008 4:59 am
Forum: Moshaairah
Topic: meri ghazal Mushairah (October-2008)
Replies: 4
Views: 570

Re: meri ghazal Mushairah (October-2008)

Mohtaram Jawaid Badauni Saheb :salaam: Ghazal sada sahi laikin pur asr hai. Aapki ye ghazal ke asha'ar bohat pasand aaye hain: mire zindagani saNwar jayegee tiree ik nazar kaam kar jayegee woh hastee bahut jispe nazaaN hai tou woh hai Khak ik din bikhar jayegee rah.e Haqq.o.eeman ko choR dey jo kah...
by jawaid badauni
Fri Oct 10, 2008 7:52 pm
Forum: Moshaairah
Topic: meri ghazal Mushairah (October-2008)
Replies: 4
Views: 570

Re: meri ghazal Mushairah (October-2008)

moHtaram Biradaram Jawaid Badauni SaaHib tasleemaat! :-) Aap ne farmayaa hai keh "bohot dinooN ba'd aap ee bazm meN apnee t^araHee Ghazal le ar aayaa hooN" qiblah aapkee tashreef aawaree ke liye mamnoon hooN. lekin yeh meHfil to aap kee apnee meHfil hai. balkeh yeh kehnaa durust ho gaa ke...
by jawaid badauni
Fri Oct 10, 2008 8:50 am
Forum: Moshaairah
Topic: meri ghazal Mushairah (October-2008)
Replies: 4
Views: 570

meri ghazal Mushairah (October-2008)

a'zeezi Muzaffar SaaHab aadaab bahut din baad aap ki bazm meN apni nacheez TaraHee Ghazal leke hazir huuwa hooN. kya a'rz karooN "gham.e hastee, ghame-janaN, gham-e dauraN, gham-e dil.....". Bhaaii! miSra kbhi aasaan bhi de diya kijiye. itni muKhtaSar zameen aur KhaSee dushwaar radeef. ph...
by jawaid badauni
Fri Sep 26, 2008 9:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Bafarmaai'sh Jawaid Badauni SaHib!
Replies: 4
Views: 410

Re: Bafarmaai'sh Jawaid Badauni SaHib!

a'zeezi Muzaffar Saahab
aadaab

aap ka bahut bahut shikriya keh aap ne meri guzarish qubool farmayee. zameen itni asaan nahiN. phir bhi aap ne nihayat umdah ghazal se nawaza hai. tamam asha'ar hi achche haiN. is kaamyaab ghazal per meri daad qubool farmaaiye.

aapka muKhliS
Jawaid Badauni
by jawaid badauni
Thu Sep 18, 2008 8:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ab tou thoRa sa muskura hi de...............
Replies: 8
Views: 728

Re: ab tou thoRa sa muskura hi de...............

Mohtaram Janab Jawaid Badauni Saaheb, Salaam-o-Rehmat !! Mujhe aapki ghazal behad pasand aayi aur mandarza zeil ashaar mere dil ko choooo gaye..... pyar chalke hai tere Gussey se ab tou thoRa sa muskura hi de chakh ke dekho sharaab.e sozishj.e Gam tum ko shayad yeh kuch mazah hi de jitna deta hai d...
by jawaid badauni
Sun Sep 14, 2008 4:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ab tou thoRa sa muskura hi de...............
Replies: 8
Views: 728

Re: ab tou thoRa sa muskura hi de...............

moHtaram Jawaid Badauni SaaHib tasleemaat! kese mizaaj haiN? bandah baakheriyat hai. AHmad faraz marHoom ke liye aap kaa nazraanah-e-e'qeedat qaabil-e-daad hai. asha'aar aap ke makhSooS aor dilkash andaaz meN marHoom shaae'ir se aap ke be laoS e'qeedat aor jazbah-e-murawwat kaa pataa de rahe haiN. ...
by jawaid badauni
Sun Sep 14, 2008 4:50 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ab tou thoRa sa muskura hi de...............
Replies: 8
Views: 728

Re: ab tou thoRa sa muskura hi de...............

Mohtaram Jawaid Badauni Saheb :salaam: Aapki ghazal par meri daad aur mubarakbaad arz hai. Asha'ar pasand aaye: pyar chalke hai tere Gussey se ab tou thoRa sa muskura hi de baKhsh dee tou ne jura’t-e Haqgoii ab qalam haath meN Ilahee de jitna deta hai de mire ma’bood haaN magar sub se kuch juda hi ...
by jawaid badauni
Sun Sep 14, 2008 5:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ab tou thoRa sa muskura hi de...............
Replies: 8
Views: 728

Re: ab tou thoRa sa muskura hi de...............

Dosto! aadaab Ghazal ke teesre she'r per wazn ka sawal uThaya gaya tha. go main us e'traaz se muttafiq nahiN hooN magar ab woh miSra mujhe Khud bhi kamzor lag raha hai aur kisee aur karam farma ko bhi pasand nahiN is liye teesra sh'er tabdeel kar diya hai jo ab is Tarah hai: deke jura't bana diya ha...
by jawaid badauni
Fri Sep 12, 2008 11:33 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ab tou thoRa sa muskura hi de...............
Replies: 8
Views: 728

ab tou thoRa sa muskura hi de...............

Yaaraan.e Mehfil, aadaab Ahmad Faraz marHoom ki is zameen meN ghazal kahna itna aasaan nah tha jab ke isee zameen meN kohna mashq buzurg shayar Janab Sarwar Raz SaHab bhi ek murassah Ghazal pesh farma chuke haiN. Himmat saath nahiN de rahee thee phir bhee kuch she’r kah liye haiN.maSroofiyaat ke sab...
by jawaid badauni
Sat Sep 06, 2008 9:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: teree i'naayeteN Moulaa teraa karam ho jaae
Replies: 2
Views: 303

Re: teree i'naayeteN Moulaa teraa karam ho jaae

aHbaab-e-anjuman adaab muHtaram Jawaid Badauni Sb kee naz^m "ek baNde kee faryaad apne khaliq se" dekh kar jee chaaha keh Haal hee meiN kahe gaye kuchh asha'aar aap sab kee naz^ar karooN. yeh asha'aar Makka Mukarramah ke safar ke doaraan hue the...... teree i'naayateN Moulaa teraa karam h...
by jawaid badauni
Wed Sep 03, 2008 8:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek bundey ki faryad apne Khaliq se...............
Replies: 6
Views: 704

Re: ek bundey ki faryad apne Khaliq se...............

muHtaram Jawaid Badauni Sb Assalaam a'laikum ek baNde kee faryaad apne Khaliq se. bahut pasaNd aaee. Jb Muzaffar Sb ne Theek likha hai keh imaan tazah hogayaa. Allah SWT ham sab ke dil ko narm farmaae or apnaa khaaS faz^l farmae. daad or mubaarak baad pesh hai qubool farmaaeN. Ramz^aan kee amad peh...
by jawaid badauni
Tue Sep 02, 2008 5:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek bundey ki faryad apne Khaliq se...............
Replies: 6
Views: 704

Re: ek bundey ki faryad apne Khaliq se...............

Mohtaram Jawaid Badauni Saheb :salaam: Ramadhan Mubarak Bande ka mahisiba nazm mein bohat khoobsority ke saath dhal diya hai aapne. Allah hum sabko khataoon se door rakhe aur sahi rah dikha ye. Ameen. raat meN kub kabhi ibaadat ki jab bhi ki doosroN ki Geebat ki Ibadat ke saath dekhawa ki ibaadat k...
by jawaid badauni
Tue Sep 02, 2008 5:04 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek bundey ki faryad apne Khaliq se...............
Replies: 6
Views: 704

Re: ek bundey ki faryad apne Khaliq se...............

moHtaram Jawaid Badauni SaaHib aadaab! Ummeed hai kheriyat se hooN ge. Aap kee yeh fikr angez naz^m dekhee jo taqwiyat-e-eemaan kaa baai'c huee. ise dekh kar maiN kaafi der isee sooch meN Dooba meN Dooba raha keh yeh Z^arooree hai keh insaan khud apnaa muHaaSibah kare aor apnee iSlaH kee jaanib taw...