Search found 750 matches

by jawaid badauni
Wed May 19, 2010 9:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MarSiya Abdullah Nazir marHoom..............
Replies: 6
Views: 778

Re: MarSiya Abdullah Nazir marHoom..............

Mohtaram Jawaid Badauni Saheb :salaam2: Apke marCia ne aankh se ansoo na rok sake jo achanak khabar par ruke huay thay. Allah marhoom ki maghfirat farmaye. Main ye image jo maqool size mein thi http://www.abdullahnazir.com par pesh kardiya houn. Sauguaar Salem Bashwar MarSiya paRh ker yehee kaifiyy...
by jawaid badauni
Tue May 18, 2010 6:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MarSiya Abdullah Nazir marHoom..............
Replies: 6
Views: 778

MarSiya Abdullah Nazir marHoom..............

Aaj “Jeddah” shahr se kaisee Khabar aayee nayee MuZmaHil haiN kuch tou usko sunke rote haiN kayee Ik Shanshaah-e suKhan ko saath apne le gayee Sochta hooN kyuun jahaN meN aayee yeh Solah Mayee Ab na woh bedaar hoNge aaj aise so gaye Nazir-e marHoom is duniya se ruKhsat ho gaye YuuN tou waise bhi ka...
by jawaid badauni
Thu Aug 27, 2009 7:16 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dushwar zameen meN mere chund taza ashaar
Replies: 3
Views: 526

Re: Dushwar zameen meN mere chund taza ashaar

YehaN to fasle baharaN hey aur besamaree..kya kehnay janab aap ki mashq aur maharat ki daad baer haal dee jaiye gii. Phir bhi khoosh rahiyey Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi 27th August,2009/Ramadan 6th ,1430 Hij MoHtaram Syed Anwar Jawaid Hashmi Sb, aadaab aap ke Khat ka lub.o.lhja meri samjh meN ...
by jawaid badauni
Mon Aug 24, 2009 10:06 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dushwar zameen meN mere chund taza ashaar
Replies: 3
Views: 526

Dushwar zameen meN mere chund taza ashaar

Ek beHud sangalakh wa ghair muraddaf zameen meN kuch sher kahe haiN. Aapki graNqadr aara ka muntazir hooN. Nacheez Jawaid Badauni ------------------------------------------------------------- dikha sake nah unheN hum suKhan ki jadugaree kuch unki tez nazar kuch hamaree behunaree Tamam umr suna hai ...
by jawaid badauni
Wed Aug 05, 2009 8:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Taza Nazm..."Musalman"
Replies: 0
Views: 222

Meri Taza Nazm..."Musalman"

Hai meri nazar meN tou wohee sachcha Musalman HaSil ho jise saaya-e Haq saaya-e eemaan Sarkar-e Risalaat ka jise yad ho farman PaRhta hi nahiN khub samajhta bhi ho QurAan Jo khud ko kare deeN ke uSooloN ke Hawaley Emman ki daulat ko rahe dil meN SaNbhaley Daaman pe nah apne jo kabhi daagh lagayee J...
by jawaid badauni
Wed Jun 17, 2009 7:25 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza Ghazal
Replies: 2
Views: 371

Re: Meri taza Ghazal

Mohtarmee, kya zabardast ghazal pesh ki hai aapne... puri ghazal padhte waqt har ek sher main kahin waah aur kahin aah...... be-sakhta moonh se nikal raha tha. Shairi main "aamad" shayad aisi hi rawaan ghazal ko kehte hain.... Masha'Allah har ek sher apni misaal aap hai.. kis ki tareef ka...
by jawaid badauni
Wed Jun 17, 2009 8:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza Ghazal
Replies: 2
Views: 371

Meri taza Ghazal

Koyii bhi kise se bhi besh.o.kum nahiN hota Kaash is zamney meN yeh sitam nahiN hota milteeN beTiyaaN usko gar bajaye beToN ke boRhe baap ka deedah roz num nahiN hota bekasoN pe tum itna zulm gar nahiN Dhaate unke haath meN shayad aaj bum nahiN hota maGribee mumalik meN usko beTa kahte haiN jisko m...
by jawaid badauni
Tue Jun 16, 2009 10:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: TaraHee Ghazal (Mushairah Urduanjuman)
Replies: 4
Views: 538

Re: TaraHee Ghazal (Mushairah Urduanjuman)

Hamara unse rishta bus yeh samjho taAlluq hai magar paiham nahin haiN Waah ji Waah.. kya tarhi ghazal pesh kii aapne. Puri ghazal ka ek ek sher qaabil-e-daad hai magar mandarza bala sher mujhe behad pasand aaya....... pata nahin kyon mujhe es main Meer Taqi Meer Saheb ka rang nazar aaya. Daad pesh-...
by jawaid badauni
Wed Jun 10, 2009 8:14 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: TaraHee Ghazal (Mushairah Urduanjuman)
Replies: 4
Views: 538

Re: TaraHee Ghazal (Mushairah Urduanjuman)

sbashwar wrote:Mohtaram Jawaid Badauni Saheb
:salaam2:

mahaz.e jung jeeta HausloN se
hamare paas aitom bum nahiN hai

Meri daad aur mubarakbaad arz hai.
moHtarmee Bashwar SaaHab

bahut bahut shukriya....

Nacheez,
Jawaid
by jawaid badauni
Wed Jun 10, 2009 9:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: TaraHee Ghazal (Mushairah Urduanjuman)
Replies: 4
Views: 538

TaraHee Ghazal (Mushairah Urduanjuman)

Hamari aaNkh jo purnam nahiN hai woh yeh samjhe hameN ab gham nahiN hai gham.e janaN, gham.e dauraN ka baNdhan tou phir kya hai agar saNgam nahiN hai mira Haal ab woh akSar poochte haiN “mujhe itna sahara kum nahiN hai”* Hamara unse rishta bus yeh samjho taAlluq hai magar paiham nahin haiN maiN meh...
by jawaid badauni
Thu May 28, 2009 3:44 pm
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Meri taza munajaat..............
Replies: 3
Views: 646

Re: Meri taza munajaat..............

Mujh ko aazaad-e qaid-e gham kar dey Mere mAbood yeh karam kar dey Hai musalmaN bahut zaleel.o.khuwaar meri millat ko moHtaram kar dey Ghar meN mazloom ke savera ho Ghar meN zalim ke sham-e gham kar dey Yeh miree dooriyaN Madeene se Ab tou in fasloN ko kum kar dey Pahle dey jazbaa-e jihad-e nafs Ph...
by jawaid badauni
Wed May 27, 2009 6:04 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Meri taza munajaat..............
Replies: 3
Views: 646

Meri taza munajaat..............

Mujh ko aazaad-e qaid-e gham kar dey Mere mAbood yeh karam kar dey Hai musalmaN bahut zaleel.o.khuwaar meri millat ko moHtaram kar dey Ghar meN mazloom ke savera ho Ghar meN zalim ke sham-e gham kar dey Yeh miree dooriyaN Madeene se Ab tou in fasloN ko kum kar dey Pahle dey jazbaa-e jihad-e nafs Ph...
by jawaid badauni
Fri Apr 10, 2009 5:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza tareen Ghazal...............
Replies: 2
Views: 332

Re: Meri taza tareen Ghazal...............

sbashwar wrote:Mohtaram Jawaid Badauni Saheb
:salaam2:

Ai Khuda jurAt-e bayaN de dey
BezubaaN hooN mujhe zubaaN de dey

Aapki ye ghazal par wah wah ya bohat khoob ke bajai ameen kehna chahye.Har sher dil ko cho liya.
:jazax:

BeHud mamnoon hooN Salem Bashwar SaaHab.

Khush raheN!

MuKhliS, Jawaid
by jawaid badauni
Thu Apr 09, 2009 9:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza tareen Ghazal...............
Replies: 2
Views: 332

Meri taza tareen Ghazal...............

Dosto! adab Hafte ka Ikhtetaam tha, neeNd nahiN aa rahee the. so kuch sher kah liye haiN. Ghazal itni taza hai keh abhi nazar-e Saanee bhi nahiN kar saka hooN. aap ki aara ka muntazir hooN. Apka apna, Jawaid Badauni --------------------------------------------------- Ai Khuda jurAt-e bayaN de dey B...
by jawaid badauni
Mon Apr 06, 2009 3:31 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal guZarish....51
Replies: 11
Views: 1838

Re: Ghazal guZarish....51

Assalaam o alaikum jawaid bhaaii saahib hum bhi ek taweel arse baad is mehfil meiN aaye haiN.kya kareN hamaari masroofiyaat hi kuch aisee haiN keh chaahkar bhi hum net keliye waqt nikaal nahiN paa rahe haiN. is zindagi meiN koyee shaye khaalis aur abadee nahiN hai....khushee ke saath gham,ameeri ke...