Search found 1145 matches

by Hashmat Usmani
Tue Jan 31, 2006 3:49 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 48033

vahiiN chalo, vahiiN ab ham bhii haath phailaayeN
"Shamim!" saare jahaaN ko jahaaN se miltaa hai


Shamim Jaipuri
by Hashmat Usmani
Tue Jan 31, 2006 3:45 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'ZEY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 28
Views: 3653

zindagii tujh ko jiyaa hai koii afsos nahiiN
zahr Khud maiN ne piyaa hai koii afsos nahiiN


Sudarshan Faakir
by Hashmat Usmani
Tue Jan 31, 2006 3:33 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Urdubandhan per khushaamaded adorableprincess SaaHibah
Replies: 4
Views: 501

salaam Adorable Pricess saaHiba, ham aapko is bazm meN Khush_aamded kahte haiN. aapkii aamad is maHfil ke liye ek qeemtii izaafa hai. hameN aapkii nigaarishaat kaa shiddat se intezaar rahegaa. hameN yaqeen hai ki aapko hamaarii is meHfil e she'r o suKhan meN lutf aayegaa. tashreef aavorii kaa shukr...
by Hashmat Usmani
Tue Jan 31, 2006 3:29 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamdeed AleemKhanFalki sahib
Replies: 4
Views: 469

salaam Aleem Khan Falakii saaHib, ham aapko is bazm meN Khush_aamded kahte haiN. aapkii aamad is maHfil ke liye ek qeemtii izaafa hai. hameN aapkii nigaarishaat kaa shiddat se intezaar rahegaa. hameN yaqeen hai ki aap hamaarii is meHfil e she'r o suKhan meN lutf aayegaa. tashreef aavorii kaa shukri...
by Hashmat Usmani
Sun Jan 29, 2006 6:51 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Ramishjan sahib khushaamdeed
Replies: 11
Views: 796

salaam Ramish saaHib,

aapko yahaN dekh kar bahot Khushi huii aur maiN aapko teh e dil se Khair maqdam kahtaa huN. aapkii aamad is site ke liye ek bahtareen izaafa hai. shukria tashreef aavorii kaa.

Hashmat
by Hashmat Usmani
Sun Jan 29, 2006 6:44 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Kashmala from Karachi.
Replies: 10
Views: 2053

salaam Kashmala saaHioba,

urdubandhan par ham aapkaa teh e dil se Khair maqdam karte haiN. ummeed hai ki aap ko yahaN lutf aayegaa aur ham ek dusre se mustafeed ho sakeNge. aatii jaatii rahiyegaa. aapkii nigaarishaat kaa shiddat se intezaar rahegaa.

Hashmat
by Hashmat Usmani
Tue Jan 10, 2006 6:14 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: AsGhar Husain "AsGhar" GoNDvii kaa ek MuKhtasir ta
Replies: 0
Views: 299

AsGhar Husain "AsGhar" GoNDvii kaa ek MuKhtasir ta

AsGhar Husain "AsGhar" GoNDvii [/color][/b] GoNDaa, Uttar Pradesh, India 1884 - 1938 [/color][/b] http://www.masudreza.com/images/title.jpg Selection from Nashaat-e-Rooh and Surood-e-Zindagii [/size][/color][/b] For any AsGhar lover, three Ghazals can just not be ignored. The first is a N...
by Hashmat Usmani
Thu Dec 29, 2005 5:55 am
Forum: Anjuman
Topic: URDU zaban par likhe gaye ashaar
Replies: 14
Views: 26688

lutf-e-goyaaii emN terii ham_sarii mumkin nahiiN ho taKhaiyul kaa na jab tak fikr-e-kaamil, ham_nashiiN! haaye! ab kia ho gaii HindostaaN kii sar_zamiiN aah! nazzaarah_aamoz-e-nigaah-e-nokta_chiiN gesoo-e- URDU abhii minnat_pazeer-e-shaana hai sham'a yeh saudaaii-e-dil_sozii-e-parvaana hai 'allaama...
by Hashmat Usmani
Thu Dec 29, 2005 5:36 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'RAY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 45
Views: 6424

ruuH ko taRpaa rahii hai unkii yaad
dard ban kar chhaa rahii hai unkii yaad


Shakeel Badaayuunii
by Hashmat Usmani
Thu Dec 29, 2005 5:33 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 34002

kab vo suntaa hai kahaanii merii
aur phir vo bhii zabaanii merii


chacha
by Hashmat Usmani
Mon Dec 26, 2005 4:33 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 69436

yaad e maazii 'azaab hai, yaa Rab!
mujh se chheen le Haafiza meraa
by Hashmat Usmani
Mon Dec 26, 2005 4:24 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 33084

aataa hai yaad mujhko guzraa hua zamaana
vo baaGh kii bahaareN, vo sab kaa chahchaanaa


Iqbaal
by Hashmat Usmani
Fri Dec 16, 2005 2:12 am
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: lafz.e.nagree yaa nagaree??
Replies: 2
Views: 1320

Re: lafz.e.nagree yaa nagaree??

aadaab, mujhey iss lafz ke sahi talaffuz meN kuch mushkil aa rahi hai. mere khayaal meN jis tarah :safar: se :safaree, hum-safaree: aur :khabar: se :khabaree, be-khabaree: hotaa hai, usee taraH :nagar: se :nagaree: honaa chaahiye. agar koyee madad kar sake tau navaazish ho gee. mukhlis Naheed is la...
by Hashmat Usmani
Mon Nov 28, 2005 4:16 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: "tum zabaaN se apni kehdoge to kyaa ho jaayega?"
Replies: 9
Views: 523

salaam Zia saaHib, bahot Khoob, bahot hii Khoob...kalaam paRh kar bahot lutf aayaa. har she'r umda aur aalaa hai. ek kaamiiyaab Ghazal kahne par meri jaanib se DheroN mubaarakbaad qubool kijiiye. aise hii likhte rahiiye aur aise hii ham daad dete raheNge. Allah kare zor e qalam aur ziyaada! Hashmat
by Hashmat Usmani
Mon Nov 28, 2005 3:51 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Nazm SAAQI NAAMAH : AIK REVIEW
Replies: 10
Views: 1976

salaam Amjad saaHib,

bahot Khoob janaab, bahot hii Khoob. baRaa lutf aayaa paRh kar. aise hii likhte rahiiye...hamaarii du'aayeN aapke saath haiN :wink:

Hashmat