Search found 683 matches

Return to advanced search

Re: meri taza Ghazal(mushairah Urduduniya)

wah jawaid bhai bahut khoob..ghazal aapke makhsoos rang mein hai aur jadeediyat liye hue hain...sabhi sher aasaan aur achche hain...bas ek cheez ki kami lagi ke aapne girha nahi lagayi :D Daad pesh hai is umda kaavish par .

Shumaila
by Shummu
Sun Aug 03, 2008 11:25 am
 
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meri taza Ghazal(mushairah Urduduniya)
Replies: 4
Views: 65

Re: guzarish 39 per meri sada see Ghazal..................

bahaa hai roz tahzeeb.o.adab ka yooN lahoo barsoN keh booRhi saas se laRtee rahee ghar meN bahoo barsoN wah wah bahut hi unique sher hai...! wohee batlayega kya cheez hai aazaar.e tanhayee keh tanhayee men jis ne ki ho khud se guftagoo barsoN wahhhhhhhhhhhhhhhhh!!!!!!! is sher pe to dheron daad qub...
by Shummu
Fri Apr 18, 2008 9:26 am
 
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish 39 per meri sada see Ghazal..................
Replies: 6
Views: 148

wah bahut khoob mujahid sahab!
by Shummu
Wed Feb 06, 2008 3:10 pm
 
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi mushaaira #37 k liyee aik koshish hazir-e-khidmuth hai
Replies: 4
Views: 181

wah dilshad sahab wah..ek arse baad idhar aayi to sab se pehle nazar aapki is khoobsurat ghazal pe pari aur daad diye bina na reh saki...bahut khoob..balki bahut hi khoob....!!!

NAYA SAAL MUBARAK JO AAPKO!
by Shummu
Tue Jan 01, 2008 10:47 am
 
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: in dino'n aks pareshan nahi hota hai ( gazal)
Replies: 4
Views: 106

Re: GuZarish#34 ke liye chand she'er pesh-e-khidmat haiN.

1, Jala kar daaman-e-hastee charaGhaaN kar liya maiN ne jahaaN ko Surat-e-aae'nah HeraaN kar liya maiN ne! 2, baRaa uljhaa huwaa thaa fikr-e-daoraaN meN dil-e-meHZooN Jigar ko aashnaa-e-saoZ-e-pinhaaN kar liya maiN ne! 3, nah mujh saa sar bakaf paao ge GulZaar-e-muHabbat meN lahu meN Doop kar jashn...
by Shummu
Thu Nov 29, 2007 7:14 am
 
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#34 ke liye chand she'er pesh-e-khidmat haiN.
Replies: 5
Views: 243

Hua jaata hun kuchh din se jo itna be-sar-o-saman
Ye lagta he tere milne ka saman kar liya men ne

wah bahut khoob..!
by Shummu
Thu Nov 29, 2007 6:59 am
 
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal Guzarish # 34............. Afzaal Naveed
Replies: 7
Views: 289

Re: Ghazal guzarish # 34........ Sara Jabeen

Salam sara jee kaisi hain aap?ek arse baad idhar ka rukh kiya aur aapki ye ghazal parhi to dil khush ho gaya..bahut hi khoobsurat dil ko chuune waali ghazal kahi hai..aisa laga jaise mere dil ki baat kahi gayi hai...ek ek sher bahut acche.... mujhe yeh aas thee koyee bahareN leker aayega "yeh k...
by Shummu
Sun Nov 25, 2007 9:30 am
 
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal guzarish # 34........ Sara Jabeen
Replies: 4
Views: 332

wah bahut khoob...shayad pehli baar aapka koi kalaam nazar se guzra hai..daad pesh hai qubool farmaayein !
by Shummu
Sun Sep 30, 2007 5:14 pm
 
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: yeh dhoop zindagani ki mana shadeed hai
Replies: 6
Views: 337

Re: "Miree saadagee dekh kiyaa Chahataa hooN" # 32

3. guloN ki mahak tou bohat Aarzee hai
woh Khushboo jo mahake Sadaa chaahatee hooN

6. miree KhuwaahishoN ki koii Hud nahiN hai
maiN kaise bataaooN maiN kya chaahatee hooN


[b]wah wah sara jee ye do sher bahut pasand aaye khaaskar ye #6...bahut khoob :-)
by Shummu
Sat Sep 08, 2007 8:05 pm
 
Forum: Moshaairah
Topic: "Miree saadagee dekh kiyaa Chahataa hooN" # 32
Replies: 7
Views: 1162

wah bahut khoob ..hamari taraf se bhi daad qubool karein munir sahab:)
by Shummu
Sat Sep 08, 2007 7:59 pm
 
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish-32 : Doosri Ghazal Pesh-e-Khidmat Hai.....!!
Replies: 16
Views: 1360

wah wah wah hasb-e-ma'amool umda kalaam rawaani se bharpoor..mazaa aa gaya parhke..bahut dher saair daad haazir hai ZIA :grin:
by Shummu
Sat Sep 08, 2007 7:53 pm
 
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: kabhii jigar to kabhii dil ko daaGh-daar kiyaa ! ::
Replies: 6
Views: 313

wah tahira jee wahhhhhhhhh ...saada alfaaz mein dil ko chuu lene waali ghazla kahi hai aapne..ek ek sher bahut dil ke nazdeek mehsoos hua..bade arse baad net ki mehfilon mein aana shuru hua hai ...kaisi hain aap??:)
by Shummu
Wed Aug 08, 2007 2:54 pm
 
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 11
Views: 456

oh maine reply type kiya tha ..jab post karne lagi to login msg aa gaya aur uske baad poori post gayab ho gayi:( khair salam kaise hain jawaid bhai??bahut arse baad net pe aana hua to nazar aap ki is khoobsurat ghazal pe pari..bahuuuuuuuuuut pasand aayi..ek ek sher umda hai khaaskar girah aur ye ash...
by Shummu
Mon Aug 06, 2007 5:53 am
 
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 31 (nah kar sakey...............)
Replies: 10
Views: 734

raahay baatil kau chaur kar humnay
haqparstoN kee pairawee kee hai


wah bahut khoob...!!!yun to poori ghazal khoob hai magar ye sher bahut pasand aaya..daad pesh hai haamid jee...
by Shummu
Mon Aug 06, 2007 5:48 am
 
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "humnay har lamha aashiqui kee hai"taza tarhi ghaz
Replies: 10
Views: 703

wah bahut khoob rehana jee..hamari jaanib se bhi daad qubool karein is khoobsurat ghazal pe!:)

shumaila
by Shummu
Sat May 19, 2007 10:09 am
 
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 579
Next

Return to advanced search


URDU SITES: aalmi_akhbar   abdullah nazir   akhbar o afkar   aligarians   bbcurdu   bhatkallys   cnn   dr_ahmad_ali_barqi_azmi   etemaad   inquilab   milli_gazette   muneer_armaan   munsif   sarwar_raz   shaharnama   siasat   sukhanwar   urduanjuman   urduduniya   urdugulban   urduhyd   urduseek   urdustan   urdutimes   voice_of_america
cron